Meri zalalat daikh kar Zardari bhi yah kehty hue Medan mein aa gaya Faraz………. Aaa daikhain zara kis mein kitna hai dam…..
Continue Reading
Meri zalalat daikh kar Zardari bhi yah kehty hue Medan mein aa gaya Faraz………. Aaa daikhain zara kis mein kitna hai dam…..
Suna hai woh Cycle bauhat shauq se chalati hai Faraz…. Kaash us ke ghar ke pass meri Puncture ki Dukan hoti….
Baray Zalim Hain es Sheher k Log ~FARAZzz~…. * * Sim Badal k Kehten Hain.. “Pahechan Kon“
Faraz arz karte hein: Ke ruthi hai aise woh hum se jaise hum such mein use mana lein ge, * * Itna waqt kon zaaya kare yaar, Itne mein to doosri pata lein ge…..
Mein to yun hi kameez utaar kar soya tha Faraz..! Na jane kon Ghajini dekh ker mere seene pe galiyan likh gaya..!
Janta hoon ke nahi ho sakti Katreena meri Faraz magar phir bhi….. Lab-e-Aati hai dua ban ke tamanna meri…..
kitni dair se meri ankhain nam hain faraz! koe to kamina hai jo piaz kaat raha hai….
Mein khud ko bohot tanha mehsoos kar raha hoon Faraz! Plz mujhe kisi Larki ka Number Send kar do!
Ek he saff main khary ho gaye zardari aur Nawaz… Na rahi BiBi aur Na He Ahmed Faraz!
Wafa ki talaash thi mujhe barson se “Faraz”……Bazar se jaa ke mein Kutta khareed laaya…!