Kis mein kitna hai Dam….

Meri zalalat daikh kar Zardari bhi yah kehty hue Medan mein aa gaya Faraz………. Aaa daikhain zara kis mein kitna hai dam…..


Continue Reading

Cycle

Suna hai woh Cycle bauhat shauq se chalati hai Faraz…. Kaash us ke ghar ke pass meri Puncture ki Dukan hoti….


Continue Reading

Pahechan Kon

Baray Zalim Hain es Sheher k Log ~FARAZzz~…. * * Sim Badal k Kehten Hain.. “Pahechan Kon“


Continue Reading

Zalalat

Is se bari zalalat koi na ho gi Faraz…! Woh hansi phir bhi na phansi…!


Continue Reading

Ruthi hai aise woh hum se…!

Faraz arz karte hein: Ke ruthi hai aise woh hum se jaise hum such mein use mana lein ge, * * Itna waqt kon zaaya kare yaar, Itne mein to doosri pata lein ge…..


Continue Reading

Ghajini

Mein to yun hi kameez utaar kar soya tha Faraz..! Na jane kon Ghajini dekh ker mere seene pe galiyan likh gaya..!


Continue Reading

Lab-e-Aati hai dua ban ke …..

Janta hoon ke nahi ho sakti Katreena meri Faraz magar phir bhi….. Lab-e-Aati hai dua ban ke tamanna meri…..


Continue Reading

Meri aankhein…

kitni dair se meri ankhain nam hain faraz! koe to kamina hai jo piaz kaat raha hai….


Continue Reading

Tanha…

Mein khud ko bohot tanha mehsoos kar raha hoon Faraz! Plz mujhe kisi Larki ka Number Send kar do!


Continue Reading

Zardari aur Nawaz…

Ek he saff main khary ho gaye zardari aur Nawaz… Na rahi BiBi aur Na He Ahmed Faraz!


Continue Reading

Wafa ki talaash…!

Wafa ki talaash thi mujhe barson se “Faraz”……Bazar se jaa ke mein Kutta khareed laaya…!


Continue Reading